nise

nise

Friday, April 16, 2010

MEHRAM POETTRY

  • meri tamanna to hea
mea jo bhi kitab likhta hu us ka anwan tu hea
kab ke chup jate ic dunya ki nazro se
par meri yahan jene ki waja tu hea
pyar kar le muj sea tera kya bigre ga....MEHRAM...
agar parhu namzeishq to mera sajda tu he
  • wo jo har baat pe meri kush howa karta tha
na chahne par bhi har raste par mila karta tha
hazaro bewafa hon to wo sab se oper hea....MEHRAM...
mea khamosh rehta tha mo gila karta tha

No comments:

Post a Comment